blogging tips, full seo( search engine optimization ),wordpress,blogger, all blogging related information how to created make money blog online blogging more thene technology information provied to you. best blogging ideas giving to you visti this page. Telegram App kya hai or kaise download kare hindi me 2020

Telegram App kya hai or kaise download kare hindi me 2020

Hello dosto Aap sab internet ka use to kar te hi hoge waha bhot se messaging app hai jese ki whatsapp, facebook messenger ye jada popular apps hai en ke sath ik or app hai jis ka naam hai Telegram App aaj hum se topic ke bare me jane ge.

Whatsapp ko online chatting ke liye sab se jada use kiya jata hai kyu har insan jis ke pass mobile hai use ke pass whatsapp jarur hot hai par abhi whatsapp app ko takar dene ke liye telegram kafi teji se grow kar raha hai 

Wahi jab whatsapp ne starting me charges lage tha but telegram suru wath se hi free hai telegram ke bare me ache se jane ke liye sab pehle hame ye jana hoga telegram kya hai 

Telegram kya hai


Telegram whatsapp ke jese hi messaging app hai jis se hum chatting, images, video, movies share kar sakte hai es ke feature facebook, whatsapp se jada behte hai telegram ik search engine ki tara hi kam karta hai es me aap groups, channel, movies content videos search be kar sakte hai

                           
telegram kya hai


Yeh ik cloud par based instant messaging or voice Over internet protocol service app hai Yeh har platform par mojuda hai jese ki Andriod, IOS, Mac, Laptop or PC, Windows, Linux se be use kar sakte hai 


Telegram me cloud ka matlab hai ki aap ko telegram ka data save karne  ke liye kisi divice ki zaroorat ni hai hus aap te ke server me hi save kar sakte hai 


Telegram ko hindi me ,taar, kehte hai es ke puri duniya me abh tak (Dus cord) se be jada ke download ho chuke hai 


Telegrem app ke feature hi huse dusri messaging app se behtar bane te hai jese ki Telegram Group, Telegram Channel, Telegram Bots, Telegram stickers,
Telegram Giphy es tara ke feature mo juda hai or kya aap pta hai telegram me aap (13 Languages) ka use kar sakte hai Or es ka user interface bhot easy hai aap ko ese use kar ne me koi problem ni aegi 


Telegram ke features kya hai  

Feature ki baat kare to telegram ko log hus ke feature ki waja se hi pasand kar te hai kyu ki kisi or messaging me ni hai feature ke  bare me detail me jane te hai  


1. Secret chat : telegram me secret chat ka be option hota hai jis se hum apne chat ko destroy kar sakte hai automation delete kane ke liye be set kar sakte hai  


2. Use multiple account : telegram ka ye feature es me aap ik se adhik account bana sakte hai ye logo ko kafi pasand aa raha hai 


3. Share and Received files : telegram ko jada tar share or received ke liye jada use kiya jata hai kyu ki es me hun 1 GB tak ki large file ko asane se share kar sakte hai 


4. End to End encryption : end to end encryption ka matlab hai ki aap ke bich kisi thaird party ka interference ni ho sakti telegram me voice call me es feature ka support mil ta hai 

5. Telegram draft : Es me aap ik device me type massage ko kisi dusre device par be likh sakte hai wo massage telegram ke draft me save hota rahe ga wo massage tab tak telegram ke draft me rahe ga jab ta aap huse sent ya delete ni karte 

6. Private lock : Agar aap apne personal chat ko kisi ko n dekhna chate ho aap huse lock kar sakte hai or huse private rakh sakte hai  


7. Live Gps location share : aap apni live location be apne friends ke sath share kar sakte hai 


Telegram ko kais ne banye


Telegram ko do bhai o ne mil kar banaya hai jes me se ik ka naam hai Nikolai Durov or dusre ka naam hai Pavel darov  ye dona bhai (Russian) ke hai  es liye keh sakte hai ki teh app Russian hai par kuch problem ke chale hu hune Russian social network VK ko chod na pada 


Par Abhi telegram ka main office {Dubai} me hai par Dubai se pehel ye Londen, Germany, Burlien,country to country ghumne ke baad fer dubai me office ko set kar diya 

Telegram ko sab se pehle 14 August 2013 ko IOS ke liye or 10 October 2013 ko Android phone ke liye lunch kiya gaya tha telegram ko khass tor par Mobile, Tablet, Pc sabi me chal sake es tara design kiya geya tha  

Telegram ko bane ke liye Nikolai Durov ne MTProto protocol ko creatd kiya jo ki messenger ka basis hai pavel Durov ne financial support or infrastructure pardan kiya par kuch time baad en ke sath Digital Fortress fund se jis me axel neff company jis me wo partner tha or jo baad me hus ke co founder bane  


Telegram ko kaise Download kare

Telegram ko download kar na bhot hi asan hai kyu ki ye har platform mojud hai android IOS aadi 

Agar aap telegram ko Mobile me download kar na  chate hai tab aap hus ko Google play store se IOS ke app store se download kar sakte hai 

Ager aap pc ya laptop me download kar na chate hai to aap hus apne pc ke browse ja kar search kare telegram app waha pe par telegram for pc/ Mac/Linux par click kare fer hus ke baad get telegram for window par click kar ke download kar sakte hai 


Telegram Account kaise banye 

Telegram ko use kar ne ke liye pehle aap ko telegram par apna account bana hoga bana kaise es ke bare me niche diye ge interactions ko pade 

1. Pehle aap ki mobile ke play store se ja app store se pc ke liye office website se      par telegram search kare 

2. Sab se pehel number par jo app dekhi dega hus ko download kare install kar le 

3. Es ke baad ese opne kar ke start massaging par click kare fer country select 
    kare 

4. Apna mobile number daliye jis par apna telegram account bana chate hai hus        ke baad number par ik otp aaega huse telegram me dale 

5. Fer apna naam likhe or apni profile photo laga kar save  kar de bas ban ge aap      ka telegram account 

Telegram Channel kya hai

Telegram ke feature me yeh be ik feature hai telegram me aap apna channel bana sakte hai jese youtube channel hota hai yehi fearture logo ko pasand aa raha hai 
telegram channel me apni kisi topic ke related knowled share kar sakte hai dusro ke channel ko join kar ke bhot kuch sikh sakte hai apne channel me videos, images, documents, Lagrs files share kar sakte hai 

yehi ni aap channel se telegram se paise be kama sakte hai paise kaise me es ke uper be ik post likh hai aap huse pad sakte hai telegram me do tara ke channel hote hai 

1. Public Channel : public channel wo hota hai jis ka username hota hai jo ki public ke liye open hai jis me user huse search kar na join kar sakta hai   

2. Private channel : private channel sabhi ke liye open ni hota es me sirf wahi log add ho sakte hai jise Channel create khud add karna chata hai Wahi private channel me aap premium contact ko rakh te hai jo aap kisi ko show ni kar na chate es channel ka use jada tara promotion Krne ke liye kiya jata hai jis ke liye aap paise charge kar sakte hai 

Dono channel me aap unlimited members ko add kar sakte hai telegram me apna group start kar sate hai
 

( Aap muje telegram par be join kar sakte ho ( Baggan Hindi Guide) 

Telegram Group kya hai

Telegram group be Whatsapp Group ki tara hi hota hai par Whatsapp Group me hum Sirf 265 member ko hi add kar sakte hai par telegram group me hum 2 Lakh member ko add kar sakte hai telegram group me admin jise chahe add kar sakta hai jise chai block kar sakte hai telegram ke data ko telegram me hi store kar sakte hai external memory ki koi zaroorat ni pad ti hai telegram me do tara ke group hote hai 

1Basic Groups : Basic group me bhot kam log add hote hai 100 te 200 tak ke member ko add kar te hai ye groups family, Friends ke liye acha hota hai ik baar me hi sab ke sath chize share kar sakte hai 

2.Super Groups : Super groups me member jada hote hai jis me kam se kam 100000 member add hote hai jis professional tore par communication bane ke use karte hai 


Conclusion 

Muje umid hai ki aap ko mere duara Telegram kya hai ke bare di gi jankari pasnad aaei hogi ager aap ka koi swal hai to aap muje niche comment kar sakte hai article ke bare me aap na feedback jarur de post achi lagi hai to ese aap ne friends ke sath share kare { Danayabad}


 





































 







 

 






























Post a Comment

0 Comments