blogging tips, full seo( search engine optimization ),wordpress,blogger, all blogging related information how to created make money blog online blogging more thene technology information provied to you. best blogging ideas giving to you visti this page. Telegram Se Paise Kaise Kamaye ? Hindi Guide

Telegram Se Paise Kaise Kamaye ? Hindi Guide

Hello dosto aaj ke time me har koi online paise kamana chatha hai jis wo ghar bathe hi paisa kama sake to aaj ka post esi topic par hai vese online paise kamene ke bhot se tarike hai par hum aaj telegram se kaise paise kamaye es ke bare me jane ge ji hai telegram aap se paise kame ja sakte hai bas zaroorat hai sahi tarike ko jane ki


Hus se pehle hum ye jana lete hai ki telegram kya hai hus ke bare me thoda jana te hai es ke bare me detail se jane ke liye complete article likh duga hus se pad kar aap or jana sakte hai chalo abhi age badte hai 
Telegram Se Paise Kaise Kamaye ? Hindi Guide

Telegram kya hai 

Simply words me kahe to ye ik messenger app hai jese ki wahtsapp es me aap chat kar skate ho images, videos share kar skate hai par ye whatsapp se thoda defrent hai kyu telegram ek tara ka search engine hai jis me aap movies images apni query ve search kar sakte hai aap telegram ko Andriod, ios,mac,
Windows phone, computer ya laptope me be use kar sakte hai 


Aap ko Online paise kamane ke liye telegram pe telegram group ya telegram channel created karna hoga aap chaho to dono tariko ko be use kar sakte ho 

Telegram group me aap 2 lakh member ko add kar sakte ho or wahi telegram channel me jiten chaho utne subscriber add kar sakte hai 


Telegram par channel kaise bane 

Telegram channel bana bhot hi asan hai chali jante hai telegram channel kaise bene 

1. Sab se pehle aap telegram aap ko Google play store se ya apply Iphone              store  se download kar le 

2. Apna mobile number dale or fer otp dale 

3. Left me menu bar par click kare 

4. Fer new channel wale option par click kare 

5. Channel ka unique naam or description add kare

6. Public ya private channel dono me koi be select kar le 

7. public ya private select karne ke bad Channel ka URL created kare

8. Next page par ja kar friend list mile gi hus me se jis ko channel me add kar      na chate hai huse add kar le ni bina add kiye se save kar de

9. Channel picture or logo ko add kare 

Abha aap ka channel bane ke tayar hai abha aap es me post dal sakte hai 


Telegram channel ko kaise grow kare 

Telegram par channel bane ke baad aap ko use grow karna hoga jis se jaldi paise kama sake hus ke liye sab se pehle aap ko content choose kar na hoga 
content esa ho ki log ko pasand aye jo use full ho  channel ke URL ko social media par share kare apne friend ke sath share kare 

Aap ke content ke related facebook group join kare hus me apne ne channal ke link share kare channel me regular post dal te rahe channel ka ache tara se promotion kare or post ki quality achi honi chahiye ager aap ka content log ko acha laga to aap ka channel subscribe bane ne lage ge 


Telegram se paise kaise kamaye 

Agar aap be ghar bethe kam kar ke telegram se paise kame ke bane me soch rahe hai to hum kuch tariko ke bare me janege ho sakta hai ki in tariko ke bare me aap pehle se jante ho par kaise use kar ye samj me ni aa raha hai es post me ye hi jane ge to chalo shuru kar te hai


1. Affiliate Marketing 

Affiliate marketing paise kame ka bhot hai acha tarika hai es me kisi dusri company ke product ko sell kar ke hus me commission le sakte ho Agar aap ke telegram channel pa jada or active user hai to affiliate markiting se acha paise kama sakte hai 

Amazon affiliate account bana kar amazon ke producte ka link aap telegram channel par share kar sakte hai jo be aap ke link par click kar ke amazon se kuch buy kare ga to aap ko hus ke paise mil te hai

amazon ke alawa or be bhot se website hai jine pe affiliate account bana sakte hai or apne topic ke mutabik be affiliate marketing kar sakte hai jese ki aap ka niche hai blogging to aap ne channel par Domain, Hosting company ka affiliate program join kar sakte hai or paise kama sakte hai 



2. Link Shortner website 

Link shotner websites kafi trending me chal rahi hai es website me aap ko apna account created kar na hota hai or apne account se kisi videos, image, channel,document, ka link ko shot kar na hota hai 

jase ki koi youtube video ka link aap ne channel me share ka na chate hai to pehle hus link ko link shortner site par ja kar hus ke URl ko shot kar ke fer hus channel par post kar te hai jab be koi hus link par click kar ta hai wo hus video par redirect hone se pehle hus kuch ads dekh ti hai jis ke hume paise mil te hai

Link shortner website se shot kiye link par 1000 click par 5 Se 6 doler mil te hai 
bhot se log se tarike se bhot achi income kar rahe hai ye kuch link shotner website ke naam hai jine ka aap use kar sakte hai 



3. Refer and Earn Apps

online earning kar ke bhot se tarike me se ye be ik tarika hai aap ne google play store par bhot se apps dekh hoge jine me se kuch apps hote jine agar hun kisi dusre ko share kar te hai to hame hu ke kuch paise mil te hai 

Jaise ki Google pay agar aap es app ko use kar te hai aap ne dekha hoga ki hum google pay app ka link kisi ko share kar te hai to ager wo hus link se hu app ko downlode kar ta hai to hus ke kuch paise hume mil jate hai 




4. Paid promotion 

Bhot se log aap ne telegram channel ya you tube, Blog website, App ko grow karne ke liye promotion kar wate hai agar aap ke telegram channel par achi kashi audience hai to hune aap ne channel par promote kar sakte hai jis ke aap hun se paise le sakte hai es tarike se be aap bhot achi income kar sakte hai
aaj ke time me bhot se log paid promotion hi kar wana chate hai kyu ki es me mehnat kam hoti hai or profit jada hai 


5.Telegram channel ko sell kare 

Telegram channel ko sell kar ke paise kamne ka achi tarika hai jese ki aap ka telegram par channel hai or bhot acha se chal raha bhot se log aap ke sath jude hue hai log ko aap ka content pasand aa raha hai to aap ne channel ko sell kar ke income earn kar sakte hai 

Channel ko sell kar ne ke liye huse freelancing site par dal sakte hai blog me mention kar sakte hai social media ka use kar sakte hai bhot log pehle se grow hue channel ko buy karte hai 


6. Subscriber fee charge kare

Ik bhot hi popular model hai jo paid subscriber fee service kar ta hai jis telegram me use kiya jata hai or es ke do part hote hai 

Public channel  Jada follower base hote hai 

Private channel  ye ik premium content add hote hai  

Public channel ka use cross promotion content marketing ke liye use karte hai 
private channel ka use dusre ke channel ke subscribe badne ke liye kiya jata hai jise ke paise charge kar te hai  



Conclusion 

Dosto aaj hume ne telegram ke bare me jana hai ye kuch tarike tha jin se aap telegram se paise kama sakte hai humid kar ta hu ki aap ko telegram kya hai or telegram par channel kaise bane es ke bare me di gi jankari achi tara se samj aa gi hogi 

Ager aap muje kuch puchna chate hai ya aap ka koi suggestion dena chate hai to muje niche comment kare ma jaldi se jaldi aapke sawalo ke jawab dene ki koshis karuga | aap muje me telegram channel  (Baggan Hindi Guide) ko subscribe kre wa par me new update lata rehta hu {  danayabad }






















Post a Comment

0 Comments